Prarthana
Om.. Asatho maa sadgamayaa |
Tamaso Maa, Jyothirgamaya |
Mrutyo maa Amrutham gamaya |
Daya kar daan vidhya ka, hame par paramatma dena |
Daya karna hamari aatma ko shuddhtha dena ||
Hamare dyaan mein aao, prabhu aankho mein bas jao |
Andhere dil mein aa karke, param jyothi jaga dena |
Baha don prem ki ganga, dilo mein prem ka sagar |
Hame aapas mein mil jhulkar, prabhu ! rehna sikha dena ||
Hamara dharm hon seva, hamara karm hon seva |
Sada emaan ho seva, va sevak jan bana dena ||
Vatan ke vaste geena, vatan ke vaste marna |
Vatan par jaan fida karna, prabho! Hamko sikha dena ||
Om sahanavavathu sahanau bhunakthu sahaveeryam karavaav hei |
Thejasvinaavdhithamasthu, maa vidvishava hein |
Om shantihi shantihi shantihi ||